بہجت کا قرینہ بھی اسی در کی عطا ہے
نزہت کا قرینہ بھی اسی در کی عطا ہے
Bahjat ka qareena bhi isi dar ki ata hai
Nuzhat ka qareena bhi isi dar ki ata hai
کاسب کو کہا دوست خدا کا ہے نبیؐ نے
محنت کا قرینہ بھی اسی در کی عطا ہے
Kasab ko kaha dost khuda ka hai Nabi (ﷺ) ne
Mehnat ka qareena bhi isi dar ki ata hai
عزّت ملی ہر خادمِ بطحا کو جہاں میں
خدمت کا قرینہ بھی اسی در کی عطا ہے
Izzat mili har khadim-e-Batha ko jahan mein
Khidmat ka qareena bhi isi dar ki ata hai
آداب بزرگوں کے سکھاتا ہے یہی در
شفقت کا قرینہ بھی اسی در کی عطا ہے
Aadaab barzon ke sikhata hai yehi dar
Shafqat ka qareena bhi isi dar ki ata hai
کیا خوب زباں عرضِ ہنر کو ہے عطا کی
’’مدحت کا قرینہ بھی اسی در کی عطا ہے‘‘
Kya khoob zubaan arz-e-hunar ko hai ata ki
“Madihat ka qareena bhi isi dar ki ata hai”
طاہرؔ کو شریعت بھی اسی در سے ملی ہے
طاعت کا قرینہ بھی اسی در کی عطا ہے
Tahira ko shariat bhi isi dar se mili hai
Taat ka qareena bhi isi dar ki ata hai
Share This Naat
Share with friends and family
بہجت کا قرینہ بھی اسی در کی عطا ہے
پروفیسر محمد طاہر صدیقی