مختصر ، محدود و ناقص آدمی کی سوچ ہے
کارِ مدحت کو طلب پیغمبری کی سوچ ہے
Mukhtasir, mehdood o naqis aadmi ki soch hai
kaar e mad'hat ko talab pagarhbari ki soch hai
نعت کے مصرف میں لاتا ہوں اسے ہر حال میں
باوقار اہلِ سخن میں شاعری کی سوچ ہے
Naat ke masraf mein laata hoon ise har haal mein
baowqaar ehl e sakhan mein shayari ki soch hai
دیکھ کر شیخین کو پہلو میں شاہِؐ دین کے
ارتقا پاتی دلوں میں دوستی کی سوچ ہے
Dekhk kar shaykhain ko pehlu mein shah e deen ke
irtea paati dilon mein dosti ki soch hai
اور کوئی بھی تمنّا دل مرا رکھتا نہیں
لمحہ لمحہ اس میں بستی حاضری کی سوچ ہے
Aur koi bhi tamanna dil mera rehkhta nahi
lamha lamha is mein basti hazri ki soch hai
فرش پر ہے امّتِ مرحوم کا انؐ کو خیال
عرش پر بھی دل میں انؐ کے امّتی کی سوچ ہے
Farsh par hai ummat e marhoom ka un ko khiyal
arsh par bhi dil mein un ke ammati ki soch hai
زندگی جتنی ہے ، گزرے آپؐ کی دہلیز پر
آپؐ کے عشّاق میں سے ہر کسی کی سوچ ہے
Zindagi jitni hai, guzray aap ke dehleez par
aap ke ashaaq mein se har kisi ki soch hai
پیش کرنا آپؐ کی سیرت کے پہلو نعت میں
فنِ مدحت کے لیے یہ بہتری کی سوچ ہے
Pesh karna aap ki seerat ke pehlu naat mein
fan e mad'hat ke liye ye behtari ki soch hai
اتّباعِ مصطفیٰؐ ہو ہر عمل سے آشکار
بس یہی طاہرؔ حقیقی زندگی کی سوچ ہے
Ittiba e Mustafa har amal se aashkaar
bas yehi Tahir haqiqi zindagi ki soch hai
Share This Naat
Share with friends and family
مختصر محدود و ناقص آدمی کی سوچ ہے
پروفیسر محمد طاہر صدیقی