ماند پڑ جاتا ہے اُنؐ کے آگے حسنِ کائنات
ان کے پاؤں چومتی ہے ساری پاکیزہ حیات
Maand par jata hai un (S.A.W) ke aage husn-e-kainat
In ke paon choomti hai saari paakiza hayat
چاند سورج اورستارے ان کے ہیں قدموں کی دھول
جنت الفردوس سے بڑھ کر ہیں ان کی بیگمات
Chaand sooraj aur sitare in ke hain qadmon ki dhool
Jannat ul firdous se barh kar hain in ki begmaat
ہوش میں رہتا نہیں جو اُنؐ کو خالی دیکھ لے
اُنؐ کے چہرے میں ہیں رقصاں حسن کی ساری صفات
Hosh mein rehta nahin jo un (S.A.W) ko khaali dekh le
Un (S.A.W) ke chehre mein hain raqsan husn ki saari sifat
اپنے فردوسی محل میں سنتے ہیں سب کے سلام
پہلے جیسی زندگی ان کو ملی بعد الممات
Apne firdousi mahal mein suntay hain sab ke salam
Pehle jaise zindagi in ko milli baad ul mamaat
گھر کے سب افراد ہی زندہ ہیں پہلے کی طرح
ساتھ رہتی ہیں نبیؐ کے ان کی زواج و بنات
Ghar ke sab afraad hi zinda hain pehle ki tarah
Saath rahti hain Nabi (S.A.W) ke in ki zawaj o banaat
ان کی خوشبو سے مہک اٹھی ہے فردوسِ بریں
ہر طرف پھیلی ہوئی ہیں ان کی ساری صالحات
In ki khushboo se mehak uthi hai firdous-e-bareen
Har taraf phaili hui hain in ki saari salihat
ساری دنیا اک طرف ان کا زمانہ اک طرف
ساری صدیوں پر ہے بھاری اُنؐ کی انجؔم ایک رات
Saari duniya ek taraf in ka zamana ek taraf
Saari sadiyon par hai bhaari un (S.A.W) ki Anjam ek raat
Share This Naat
Share with friends and family
ماند پڑ جاتا ہے اُنؐ کے آگے حسنِ کائنات
انجم نیازی