Loading...
naat

حبِّ رسولِؐ پاک ہے بنیاد نعت کی

حبِّ رسولِؐ پاک ہے بنیاد نعت کی ہے راحتِ قلوب کرم زاد نعت کی
Habb-e Rasool-e پاک hai bunyad-e Naat ki Hai rahat-e quloob karam zad-e Naat ki
منکر نکیر آئیں گے تربت میں جس گھڑی پہنچے گی مجھ کو قبر میں امداد نعت کی
Munkir Nakeer aaein ge turbat mein jis ghari Pohanchay gi mujh ko qabr mein imdad-e Naat ki
نعتیں ہزار پھوٹیں جو ہر شاخِ نعت سے آئے نہ پھر شمار میں تعداد نعت کی
Naatein hazaar phootain jo har shaakh-e Naat se Aaye na phir shumaar mein tadaad-e Naat ki
بچپن سے ہوں گواہ کہ حضرت سعیدؒ کے ہے آستاں پہ انجمن آباد نعت کی
Bachpan se hon gawah keh Hazrat Saeedؒ ke Hai aastaaN pe anjuman aabaad-e Naat ki
موزوں ہوں کیوں نہ لاکھوں مضامین نعت کے قرآں سے ہو رہی ہے ایجاد نعت کی
Mauzoo hoon kyun na lakhoN mazameen-e Naat ke Qar'aan se ho rahi hai ijaad-e Naat ki
حبِّ شہِؐ زمن کی سند ہے ہر ایک نعت محشر میں کام آئیں گی اسناد نعت کی
Habb-e shah-e زمن ki sanad hai har aik Naat Mahshar mein kaam aayengi as'naad-e Naat ki
طاہرؔ وفورِ شوق ہو جب نعت سے عیاں حور و ملک بھی دیتے ہیں پھر داد نعت کی
Tahirؔ wafoor-e shauq ho jab Naat se ayaaN Hoor o malak bhi dete hain phir daad-e Naat ki

Share This Naat

Share with friends and family

Noor-e-Sukhan

حبِّ رسولِؐ پاک ہے بنیاد نعت کی

پروفیسر محمد طاہر صدیقی