منکر ختم نبوت! غرق ہو
تجھ سے ہو کیسی مروت' غرق ہو
Munkir Khatm-e-Nabuwat! Gharq ho
Tujh se ho kaisi marwat, gharq ho
Doob ke mar jaayein aise hukumran
Aisi be ghairat qiyadat gharq ho
ڈوب کے مرجائیں ایسے حکمراں
ایسی بے غیرت قیادت غرق ہو
Mein a'ala al i'laan karta hoon la'een!
Tujh se i'laan baghawat, gharq ho
Is se teri aur bhi zaahir hui
Zehan ki saari khubasat gharq ho
میں اعلی الاعلان کرتا ہوں لعیں !
تجھ سے اعلان بغاوت ' غرق ہو
Izzat o hurmat Rasool Pak ki
Deen mein samjhe jo bhi bid'at, gharq ho
Martaba paaye ghulaam Mustafa
Dushman Ahmad ki izzat gharq ho
Naat se hatt kar agar kuch bhi kaha
Yeh na ho Arsal, riyazat gharq ho
اس سے تیری اور بھی ظاہر ہوئی
ذہن کی ساری خباثت غرق ہو
عزت و حرمت رسول پاک کی
دیں میں سمجھے جو بھی بدعت, غرق ہو
مرتبہ پائے غلام مصطفی
دشمن احمد کی عزت غرق ہو
نعت سے ہٹ کر اگر کچھ بھی کہا
یہ نہ ہو ارسل, ریاضت غرق ہو
Share This Naat
Share with friends and family
منکر ختم نبوت! غرق ہو
ارسلان احمد ارسل